upar wale ka karam hain,
ki mjhko auro sa nahi banaya,,
bhedchal main mujhko chalna nahi sikhaya,
har waqt tu sath rahe,,
ye waada bhi nibhaya,
aur apna har waqt ehsaas karane,
mere saath maa/baap saath bhijwaya,,
ab kya tujhse mangu,
ab kya tujhko de dun,,
ye bhin bata de,
auro ka mujhse bhala ho,
aisa koi tarika bata de,,
mujhse khush rahe,,ab jo paas hain,
tu to apna hain,
mujhko na apni,,
na teri parwah rahi,
sab ko khushiyan de dun
YAHI TUJHSE DUA RAHI
https://twitter.com/#!/i__m__PRASHANT
https://twitter.com/#!/i__m__PRASHANT
No comments:
Post a Comment