Wednesday, July 18, 2012

do rahe par khada,,,,

kitne jagah pada tha
har raah ke do mod hote hain
aaj anubhaav ho rha hain
itni kashmakash hain ki
man bhatak raha hain
sarir shithil ho raha hain
dil macvhal raha hain
dhadkan bad rhe hain
ek raah ka ticket mil gaya hain
par wahan jana nahi chata
kyun ki thodi door jaake
phir ussi chaurahe pe jana hain
to utna kasth bhi kyun uthaye
dard ki chinta nahi hain
par wo anjaan fasle main
samay to jaya hoga hi
chaurahe pe intezar karta hun
sayad kuch samy baad
ticket doosi raah ka mil hi jaye
aur zindagi ban hi jaye

https://twitter.com/i__m__PRASHANT

kya main ro rha hun,,,,?

kya main ro rha hun?
shayad haan
par kyun
kuch to hain hawa main
kuch nami si hain fiza main
palak par nami le aati hain ye bayar
ab iss hawa ka aadi ho gaya hun
tabhi to puch rha hun
kya main ro rha hun?

https://twitter.com/i__m__PRASHANT

KHWAHISHEIN....

Aaj raat bahut ho gaye
par palak band nahi hona chahti
usko kuch alag hi chahiye
ye khwab liye humko hain dikhlati
uska kehna manna meri makbooori hain
majboori kya meri chalaaki hain
jahan pahuchna chahti hain
wahan se taare sitare kitne paas hain na
sab ko chu sakunga
kabhi channd to kabhi taare pe so sakunga
jisko taare chahiye usko de sakunga....

https://twitter.com/i__m__PRASHANT

IN DINO KAI SAWAAL UTHTE HAIN....

in dino kai sawaal uthte hain
in sawaalo ka auchitya kya
ye janana jaruri to nahi
kya ye duniya itni jaalim hain
ya mere dekhna ka nazariya badal gaya hain
kya main unko jaalim chasme se dekh rha hun
par chasma to 5 second baad hata liya
phir derkha unko safed chasme se
abhi bhi kala daag dikh rha hain
ab kya karun
fizool ilzam lagana meri aadat nahi
wo sahi hain aur hum galat
aisa sawaal man main uth rha hain
phir unko dekha karam ke chasme se
karam to unka kuch hain nhi
par wo abhi bhi khush hain
aur hum idhar ro rhe hain
kya khuda ka insaaf ho rha hain
kya khuda yahi maujood hain?
mujhe sandeh hain
aisa sawaal uth rha hain
sawalon ka kya hain
unka to kaam hi hain uthna
musibat kspe nhi aati
par kya sab hathiyar daal dete hain
maidan saza hain
dushman pure laav lashkar main hain
unse dat kar ladna hi sikha hain
wo jyada hain to kya
hun kuch kam hi sahi
par apni nazroon main gire to nahi
gire to wo hain
agar unka chitha khul gaya
to unka aapa kho jayega
aur wo apne aap hi mar jayenge

https://twitter.com/i__m__PRASHANT