Monday, January 26, 2015

Dard-e-Dil

Jo nhi hona tha aaj wo bhi ho gya....
In nazron mai kai din baad aaj phir koi bas gya....
Mai dekhta hi reh gya aur dil mai aagae....
Mai kuch sochta usse pehle hi wo dil mai sama gae....
Mjhe wo har pal jatchne lagi....
Uske liye hi dil ne apni saansein kharchani lagi....
Pura sama pyar ka dewaana ho gya....
Aur mai ek kone mai pagal mastana ho gya....
Uski andhekhi ab khalne lagti the....
Wo msg bhar kar de to lgta tha patne wali hai....
Har pal pagal pagal firta tha....
Galti ki hai to bhanrna bhi padta hun....
Khuda usko meri taqdeer mai likh do
...
For sure....god would hav d choice to made me hard....

Jisko mitaya na jaa saake usko bhagwan kehte hai....
Jisko bhulaya na jaa saake usko mera pyar kehte hai.....
Bhut bechanni di hai iss pyaar ne mjhe....
Kabhi kabhi pagal bhi kar deti the teri yaad mai hume....
Ek baar nahi....haZarron baar bhulane ki koshish ki tumhe.....
Par wo haqarron cheezien kam the mere pyar mai tumhe

Friday, January 23, 2015

Dard-e-Dil

Aaj tu dukhi si lag rhe the....
To kya mai sukhi reh sakta tha....
Kaash aisa ho sakta....
Tere dukh mjhe mil jaata....
Pyaar na kar mjhse....
Isse jyada fark nahi padega....
Par teri aakhon mai nami....
Nahi seh sakta hun mai....
Kya reh gae kami....
Mjhe hi bata deti....
Kaash mai kuch kar sakta....
Khuda se lad sakta....
Itni kami mai ek kami aur de de mkhko....
Tere chehre pe khusi to aa jaayegi....
Abhi abhi khuda se baat hui....
Bas kuch din ki chinta hai....
Khushi ki bayar khuda ne chod diya hai....
Tujh tak pahuchne wali hai....

Thursday, January 22, 2015

Dard-e-Dil

Aaj mai haara haara sa hun firta....
Apne ko hi hun mai kosta....
Pyar to tujhse hun mai karta....
Par usko apne tak mai na rakhta....
Iss baat ka bura sa lagta....
Iss chahat ko sahi na maanta....
Mai bhut matlabi nikal gaya....
Tere pyaar mai naakaabil ban gaya...
Apne ae nafrat si hai aati....
Itni bepanaah chahat kis kaam ki....
Jo tujhe rone ke lie aamada kar den....
Mai pyar karna hi nahin jaanta....
Apne se ek boo si aati....
Tu kisi aur mehfil mai khush ho....
Ye bardaast nahi kar paata....
Kya issi ko pyaar kehte hai....
Puch le tu apne aap se....
Sharm to aati hi hogi....
Jaaan to jaati hi hogi....
Par kubool na karna to teri fitrat hai....
Tujhe apna ghamand yaad aa jaata hoga....
Chahe jo bhi ho tu....
Khud ko to raja hi kehlaata hoga....
Par teri duniya mai koi nahi hoga....
Tu hi raaja....tu hi praja hoga....
Kya karega aise duniya ka....
Jahan koi jhakega bhi nahi....
Khush bhi nahi reh paayega tu....
Khud hi royega aur cheekhega bhi sunega tu....
Kisi aur ko kya matlab hoga....
Teri zindgaani se....
Jahan aise matlabi chahat rehti hai....
Sab kosenge tujhe....
Ki kya tha tu....
Kya ban gya....
Samudra se nikla shankh tha tu....
Aur ret ho gaya....
Jo samay nikalna tha,nikal gya....
Ab badlaav ki ghadi hai....
Badal jaa re tu.....
Sudhar jaa re tu.....
Ab yahan se do raaste jaate hai....
Ek pe thoda jhukna hai....
Jhuk jaayega to tu nikal jaayega...dursa bhut dardnaak hai....
Jahan se duniya tujhe jaanegi....
Teri chahat ko pehchanegi....
Teri kabr par phool barsenge....
Ek aisa aashiq bhi aaya tha....
Jo pyaar ke badle pyaar ko jaanta tha...
Aur kuch bhi na maangta tha....
Usko bas masooqa ki talassh the....
Aur kisi ki na aas the....
Jhuk ke to duniya mar gae....
Aur kai mar rhe hai....
Par ek tu hi hoga....
Jo apne pyar mai jeeyega....
Pyaar mai marega....