Ur jOuRnEy s uR OwN,,,,no 1 will hlp u,,,,so NjOy iT
Wednesday, July 18, 2012
kya main ro rha hun,,,,?
kya main ro rha hun?
shayad haan
par kyun
kuch to hain hawa main
kuch nami si hain fiza main
palak par nami le aati hain ye bayar
ab iss hawa ka aadi ho gaya hun
tabhi to puch rha hun
kya main ro rha hun?
No comments:
Post a Comment